Hansraj Raghuwanshi – Jai Ho Jai Ho Shankara Lyrics

Jai Ho Jai Ho Shankara (Bholenath Shankara)

Aadi Dev Shankara (Hey Shivay Shankara)

Tere Jaap Ke Bina (Bholenath Shankara)

Chale Ye Saans Kis Tarah (Hey Shivay Shankara)

Mera Karm Tu Hi Jaane, Kya Bura Hai Kya Bhalaa

Tere Raaste Pe Main Toh, Aankh Moond Ke Chalaa

Tere Naam Ki, Jot Ne, Saara Har Liya Tamas Mera

Namo Namo Ji Shankara

Bholenath Shankara

Hey Triloknath Shambhu

Hey Shivay Shankara

Namo Namo Ji Shankara

Bholenath Shankara

Rudradev Hey Maheshvarah

Srishti Ke Janam Se Bhi (O O O…)

Pehle Tera Vaas Tha (O O O…)

Ye Jag Rahe Ya Naa Rahe (O O O…)

Rahegi Teri Aastha (O O O…)

Kya Samay, Kya Pralay,

Dono Mein Teri Mahaanta

Mahaanta… Mahaanta…

Seepiyon Ki Ontt Main (Bholenath Shankara)

Motiyaan Ho Jis Tarah (Hey Shivay Shankara)

Mere Mann Mein Shankara (Bholenath Shankara)

Tu Basa Hai Uss Tarah (Hey Shivay Shankara)

Mujhe Bharam Tha Jo Hai Mera, Tha Nahin Kabhi Mera

Arth Kya Nirarth Kya, Jo Bhi Hai Sabhi Tera

Tere Saamne, Hai Jhuka, Mere Sar Pe Haath Rakh Tera

Namo Namo Ji Shankara

Bholenath Shankara

Hey Triloknath Shambhu

Hey Shivay Shankara

Namo Namo Ji Shankara

Bholenath Shankara

Rudradev Hey Maheshvara

Chandrama Lalaat Pe (O O O…)

Bhasma Hai Bhujaaon Mein (O O O…)

Vastra Baagh Chhaal Ka (O O O…)

Hai Khadau Paanv Mein (O O O…)

Pyaas Kya, Ho Tujhe,

Ganga Hai Teri Jataaon Mein

Jataaon Mein… Jataaon Mein…

Doosron Ke Waaste (Bholenath Shankara)

Tu Sadev Hai Jiya (Hey Shivay Shankara)

Maanga Kuch Kabhi Nahi (Bholenath Shankara)

Tune Sirf Hai Diya (Hey Shivay Shankara)

Samudra Manthan Ka, Tha Samay Jo Aa Pada

Dwand Dono Lok Me, Vish-Aamrit Pe Tha Chhida

Amrit Sabhi, Main Baant Ke, Pyala Vish Ka Tune Khud Piya

Namo Namo Ji Shankara

Bholenath Shankara

Hey Triloknath Shambhu

Hey Shivay Shankara

Namo Namo Ji Shankara

Bholenath Shankara

Rudradev Hey Maheshvara

Song: Jai Ho Jai Ho Shankara
Singer & Performer: Hansraj Raghuwanshiv
Project By: Komal Saklani
Lyrics, Music & Composer: Shubham Sharma

Backing Vocals: Shubham Sharma

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics