Teri Kaynat Mere Khali Hath
Aur Taar-Taar Sapne
Gaye Zakhm Jaag Mere Seene Aag
Lagi Saans-Saans Tapne
Teri Kaynat Mere Khali Hath
Aur Taar-Taar Sapne
Dardon Se Choor Gam Ka Guroor
Kahun Kya Main Haal Apne
Aawaara Angaara
Aawaara Angaara
Raaton Mein Dooba
Ambar Ka Banjara
Jaane Toota Kyun
Main Sheesha Na Tara
Teri Kaynat Mere Khali Hath
Aur Taar-Taar Sapne
Gaye Zakhm Jaag Mere Seene Aag
Lagi Saans Saans Tapne
Koi Udhaari Hai Seene Pe Bhari Hai
Pathar Hai Ya Dil Hai
Main Hi Akela Hoon
Main Hi Toh Mera Hoon
Ye Kaisi Mehfil Hai
Roothe Savere Hai Aadhe
Ye Mere Hain Aadhe Hain Ye Tere
Tu Hai Nigahon Mein Lavaan Hai
Aankhon Mein Bas Sard Shaam Gehre
Aawaara Angaara
Aawaara Angaara
Aansoo Hai Mere
Ya Pighla Hai Paara
Jaane Toota Kyu
Main Sheesha Na Tara
Mera Imtihaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyayatein Kar
Maine Ishq Seekha Maine Pyaar Sikha
Tu Chahe Nafratein Kar
Maine Dil Diya Hai Maine Dukh Liya Hai
Tu Sauda Imaan Le Par
Mera Tera Imtihaan Tujhe Le Raha Hai
Ab Naare Aayaat Kar
Aawaara Angaara
Aawaara Angaara
Raaton Mein Dooba
Ambar Ka Banjara
Jaane Toota Kyu
Main Sheesha Na Taara
Mera Imtihaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyaayatein Kar
Maine Ishq Seekha Maine Pyar Sikha
Tu Chahe Nafratein Kar
Song: Aawaara Angaara
Album: Tere Ishk Mein
Singer: Faheem Abdullah
Lyricist: Irshad Kamil
Musician: A.R. Rahman
Cast: Dhanush, Kriti Sanon