Darshan Raval – Nafrat Lyrics

Ye Kaisi Fitrat Hai Jaaneya

Mujhe Toh Hairat Hai Jaaneya

Tu Pehle Meri Hasrat Na Jaaneya

Tu Ab Meri Nafrat Hai Jaaneya

Mujhko Ab Hosh Raha Na

Pal Pal Jaise Marjaana

Aur Kare Na Hum Aitraaz Bhi

Karke Barbaad Hai Rakha

Phir Bhi Nayaad Hai Rakha

Aur Rahe Na Hum Naaraaz Bhi

Tu Zakhm De Mujhe Chahke Bhi

Bolun Main Naseeb

Haye Kya Pata Itna Gham Deke

Khush Rehne Ki Salah Doge Tum

Akhiyan Na Soye Yaara

Roye Mera Tutta Hai Dil

Aisa Hara Ke

Dobaara Jeena Hua Mushqil

Ye Kaisi Fitrat Hai Jaaneya

Mujhe Toh Hairat Hai Jaaneya

Tu Pehle Meri Hasrat Na Jaaneya

Tu Ab Meri Nafrat Hai Jaaneya

Ye Dard Jo Tere

Bhulaye Bhi Na Jaayein

Chhupa Bhi Sakun Na

Bataye Bhi Na Jaayein

Bejurm Sajaye Bahut Hi Sataye

Ke Dil Ko Haye Hum Ab Bhi Mar Jaaye

Bebasi Dil Mein Kitni Hai Dekho Yaara

Haye Kya Hua Kya Pata Janun Na Main

Ishq Mera Yeh Kaise Zaya Ho Gaya

Ankhiyan Na Soye Yaara Roye Mera Tutta Hai Dil

Aisa Hara Ke Dobara Jeena Hua Mushkil

Barbaadiyon Ka Meri Janab

Aane Ki Jo Wajah Bataun

Tu hi Hai Naubat Tu hi Museebat

Tu hi Qayamat Janeya

Aashiq Duniya Bhar Ke Saare

Sab Kuchh Apna Ishq Mein Haare

Fana Hue Tabaah Hue

Bikhar Gaye Hai Jaaneye

Barbadiyon Ka Meri Janab

Aane Ki Jo Wajah Bataoon

Tu hi Hai Noubat Tu hi Museebat

Tu hi Qayamat Janeya

Aashiq Duniya Bhar Ke Sare

Sab Kuchh Apna Ishq Mein Hare

Fana Hue Tabaah Hue

Bikhar Gaye Hai Jaaneye

Song: Nafrat

Album: I Loved You

Singer: Darshan Raval

Lyricist: Noor

Musicians: Darshan Raval, Mir Desai

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics