Ek Hi Baar Dekh Ke
Aankhon Mein Tu Chha Gaya
Thodi Hi Der Mein Kahin
Mujhe Chain Sa Aa Gaya
Dil Aa Gaya Toh Dil Lagaana
Ishq Hua Toh Aazmaana
Koyi Wajah Koyi Bahaana
Bhi Zaroori Hai Kya
Na Lena Dena Naam Se
Na Jaan Pehchan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se
Na Lena Dena Naam Se
Na Jaan Pehchaan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se
Manchala Manchala
Idhar Udhar
Kidhar Kya Bataaun
Dhoondti Besabar Nazar
Asar Tera Kya Bataaun
Baat Bani To Baat Badhaana
Pyaar Hua To Pyaar Jataana
Koyi Wajah Koyi Bahaana
Bhi Zaroori Hai Kya
Kya Hoga Intezaar Se
Iss Dil Ke Armaan Se
Na Kal Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se
Na Lena Dena Naam Se
Na Jaan Pehchaan Se
Na Kal Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se
Shuru Ho Muskaan Se
Khatam Meri Jaan Pe
Na Din Ka Pata
Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya
Song: Gaya Kaam Se
Singer: Armaan Malik
Lyricists: Armaan Malik, Bhrigu Parashar
Musician: Bhrigu Parashar
Cast: Armaan Malik Director: Amit Sharma