Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna
Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna
Ankhiyon Mein Na
Aaye Neendiya
Ankhiyon Mein Na
Aaye Neendiya
Bhaye Na Mohe
Kajal Bindiya
Suna Pada Angana
Suna Pada Angana
Aan Milo Sajna Re
Aan Milo Sajna
Darmiyan Doori Ye Doori
Kyu Zaroori Hai Rabba
Mere Mehboob Ko Samjhaye
Mazboori Hai Rabba
Uske Bina Mera
Sab Hai Adhoora
Jind Meri Jaan
Mera Rab Hai Adhoora
Chanda Aaye Taare Aaye
Chanda Aaye Taare Aaye
Aane Wale Sare Aaye
Aaye Tumhi Sang Na
Aaye Tumhi Sang Na
Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna
Song: Aan Milo Sajna
Movie: Gadar
Singer: Arko, Neha Kakkar
Music: Arko, Uttam Singh
Lyrics: Arko, Anand Bakshi
Featuring: Neha Kakkar