Arko – Nazm Nazm Lyrics

Na Na Na-Na-Na

Na-Na-Na Na Na

Tu Nazm Nazm Sa Mere

Honthon Pe Thehar Ja

Main Khwab Khwab Sa Teri

Aankhon Mein Jagun Re

Tu Ishq Ishq Sa Mere

Rooh Mein Aake Bas Ja

Jis Oar Teri Shehnai

Us Oar Main Bhagun Re

Na Na Na-Na-Na

Na-Na-Na Na Na

Haath Thaam Le Piya

Karte Hain Vaada

Ab Se Tu Aarzu

Tu Hi Hai Iraada

Mera Naam Le Piya

Main Teri Rubaai

Teri Hi Toh Piche Piche

Barsaat Aayi, Barsaat Aayi

Tu Itr Itr Sa Mere

Saanson Mein Bikhar Ja

Main Faqeer Tere Kurbat Ka

Tujhse Tu Mangun De

Tu Ishq Ishq Sa Mere

Rooh Mein Aake Bas Ja

Jis Oar Teri Shehnai

Us Oar Main Bhagun Re

Mere Dil Ke Lifafe Mein

Tera Khat Hai Jaaniya

Tera Khat Hai Jaaniya

Nacheez Ne Kaise Paa Li

Kismat Yeh Jaaniya Ve

Oh Mere Dil Ke Lifafe Mein

Tera Khat Hai Jaaniya

Tera Khat Hai Jaaniya

Nacheez Ne Kaise Paa Li

Kismat Yeh Jaaniya Ve

Tu Nazm Nazm Sa Mere

Honthon Pe Thehar Ja

Tu Nazm Nazm Sa Mere

Honthon Pe Thehar Ja

Main Khwab Khwab Sa Teri

Aankhon Mein Jagun Re

Tu Ishq Ishq Sa Mere

Rooh Mein Aake Bas Ja

Jis Oar Teri Shehnai

Uss Oar Main Bhagun Re

Na Na Na-Na-Na

Na-Na-Na Na Na

Song: Nazm Nazm
Movie: Bareilly Ki Barfi
Singer: Arko
Lyrics: Arko
Music: Arko
Starring: Rajkummar Rao, Ayushmann Khurrana, Kriti Sanon

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics