Arijit Singh , Jonita Gandhi – Silsila Lyrics

Teri Meri

Mili Raahein Anjaane Mein

Taqdeer Yeh

Kyun Likhi Khud Rab Jaane

Jo Mila Hai Lagta Hai

Dhadkan Mein Hai Ghula

Ab Shayad Saanson Mein

Shuru Hone Ko Hai Chala

Yeh Silsila

Taaron Tale Baaton Ka

Ujli Hui Raaton Ka

Hone Ko Hai Chala

Yeh Silsila

Taazi Buni Yaadon Ka

Do Khwaabon Ka Silsila

Dhaagon Sa Uljha Yeh Fasana

Aahista Suljhana Tum Filhal

Silne Ko Hai Ek Taana Baana

Hone Do Iss Dil Ko Istemaal

Nazron Ke Sheeshon Mein

Chehra Jo Hai Khila

Ab Shayad Roohon Mein

Shuru Hone Ko Hai Chala

Yeh Silsila

Taaron Tale Baaton Ka

Ujli Hui Raaton Ka

Hone Ko Hai Chala

Yeh Silsila

Ambar Ke Jaisa Be-Karaan

Be-Ruka Silsila

Teri Meri

Mili Raahein Anjaane Mein

Taqdeer Yeh

Kyun Likhi Khud Rab Jaane

Jo Mila Hai Lagta Hai

Dhadkan Mein Hai Ghula

Ab Shayad Saanson Mein

Shuru Hone Ko Hai Chala

Yeh Silsila

Song: Silsila
Movie: Dhoom Dhaam
Composed and Produced: Shor Police (Clinton Cerejo & Bianca Gomes)
Singers: Arijit Singh & Jonita Gandhi
Lyrics: Siddhant Kaushal
Guitars: Clinton Cerejo
Mixed and Mastered: Aftab Khan at Headroom Studio, Mumbai
Music Label: Panorama Music

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics