Anand Raj Anand – Mast Ankhein Teri Lyrics

Mast Ankhein Teri Kyun Badalne Lagi

Mast Ankhein Teri Kyun Badalne Lagi

Teri Zulfon Ki Chaav Kispe Dhalene Lagi

Kyun Gairo Ke Rutbe Ke Piche Padi Hai

Bewafai Karne Ki Zid Pe Addi Hai

Rabb Di Kasam Tujhe Itna Bata Doon

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Mere Khwabo Ko Yun Rond Ke Kya Mila

Kanch Ka Dil Mera Tod Ke Kya Mila

Mujhe Le Doobegi Kar Zafaein Teri

Ek Din Waqt Bhi Tujhko Dega Silla

Fir Lautne Ka Na Rasta Milega

Gull Ishq Wala Na Fir Se Khilega

Rabb Di Kasam Tujhe Itna Bata Doon

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Kya Tujhe Yaad Hai Kya Mulaqaat Thi

Jisme Hum Tum Mile The Gajab Raat Thi

Hosh Mein Tu Nahi Hai Magar Jaan Le

Farak Apno Begano Mein Pechan Le

Haal Jo Hai Mera Wo Tera Bhi Hoga

Nadan Rukk Ja Tu Khayegi Dokha

Rabb Di Kasam Tujhe Itna Bata Doon

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Tujhe Meri Yaadon Mein Jalna Padega

Aur Mere Kaabil Banna Padega

Song: Mast Ankhein Teri

Singer: Anand Raj Anand

Musician: Anand Raj Anand

Lyricist: Anand Raj Anand

Cast: Priyanka Khera, Adhik Mehta

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics