Rakshida Taksi Nehru
Gulposhi Da Aflatoon
Rakshida Taksi Nehru
Gulposhi Da Aflatoon
Rakshida Taksi Nehru
Gulposhi Da Aflatoon
Aaghosh-E-Sarghoshana
Tasleem-O-Jameelo
Deewane Hain Dildar Hain
Jab Bhi Bolo Taiyaar Hai
Deewane Hain Dildar Hain
Jab Bhi Bolo Taiyaar Hain
Dil Se Karte Hai Yaariyan
Seene Mein Apne Pyar Hai Haan
Sohneya, Jahan Jahan Tu
Hum Wahan Wahan
Rakshida Taksi Nehru
Gulposhi Da Aflatoon
Aaghosh-E-Sarghoshana
Tasleem-O-Jameelo
Deewane Hain Dildar Hain
Jab Bhi Bolo Taiyaar Hain
Dil Se Karte Hai Yaariyan
Seene Mein Apne Pyar Hai Haan
Sohneya, Jahan Jahan Tu
Hum Wahan Wahan
Seene Pe Haath Rakh Ke
Tumne Kya Baat Kar Di
Kaisa Tarana Chheda
Mehfil Mein Jaan Bhar Di
Tu Bhi Suroor Mein Hai
Lekin Guroor Mein Hai
Toba Ye Baat Kaisi
Mere Huzoor Mein Hai
Haan, Haan…
Sohneya, Jawaan Ada Hai Teri
Jawaan Jawaan
Jalwe Toh Tere Dilbar
Humne Hazaar Dekhe
Dil Kehta Hai Ke Tu Bhi
Humko Ek Baar Dekhe
Kajrare Naina Mere
Din Ko Bhi Raat Kar De
Zulfein Sunehri Meri
Rim Jhim Barsat Kar De
Haan, Haan…
Sohneya, Fida Fida Hai Sare
Fida Hai Haan..
Deewane Hai Dildar Hai
Rakshida Taksi Nehru
Jab Bhi Bolo Taiyaar Hai
Gulposhi Da Aflatoon
Deewane Hai Dildar Hai
Jab Bhi Bolo Taiyaar Hai
Dil Se Karte Hai Yaariyan
Seene Mein Apne Pyar Hai Haan
Sohneya, Jahan Jahan Tu
Hum Wahan Wahan
Rakshida Taksi Nehru
Gulposhi Da Aflatoon
Aaghosh-E-Sarghoshana
Tasleem-O-Jameelo
Rakshida Taksi Nehru
Gulposhi Da Aflatoon
Aaghosh-E-Sarghoshana
Tasleem-O-Jameelo
Song: Deewane Hain
Album: Welcome To The Jungle
Singers: Amruta Fadnavis, Anand Raaj Anand
Lyricist: Anand Raaj Anand
Musician: Anand Raaj Anand
Cast: Akshay Kumar, Disha Patani, Jacqueline Fernandez, Raveena Tandon, Suniel Shetty
Director: Ahmed Khan