Chup chap hi Yade teri,
Yad ati hai mere dil ko ,
Mehfooj hai tu pehle bhi thi,
Ye pata hai tere dil ko ,
May wo raj hu jo, tu chhupa bhi na saki,
Ha wo bat hu jo Tu bata bhi na saki,
Ye duriya kabhi lagi nahi duri ki tarah ,
Magar fir kyu hui teri kami,
Na janu may wajah,
Dil hara ho gaya mai bechara ho gay,
Tu jo na mila
Dil hara ho gaya mai besahara ho gay,
Tu jo na mila
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Jane kya thi wajah jo tere darpe ruka,
Ruka raha mai,
Khud se riha hua tujme tabah ho chala,
Hua tabah mai
Ab teri ahte adat ban baethi hai ,
Mere gunaho ki sajaye bhi to rehti hai,
Koi to de bata kyu tere dar tha ruka ,
Khuda ne bhi liya wo inteha suraj ki tarah,
Jala har umra mai tere liye ,
Tera katil bhi bana,
Dil hara ho gaya mai bechara ho gay,
Tu jo na mila
Dil hara ho gaya mai besahara ho gay,
Tu jo na mila
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Mil ja kabhi,
Song: Dilhara
Artist, Music & Lyricist: Akhil Sachdeva
Music Production: Vaibhav Pani
Strokes: Tapas Roy
Guitarist: Vaibhav Pani