Hum jo samajhate the Tu oo nahi tha
Hum jo samajhate the Tu oo nahi tha
Hum sath samjhe paar tu kahi tha
Aag lagake kagaj dil ka Rakh kar Diya
Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya
Ek harfa hee bass tha ishq mera
Kisi aur ke sang waada tha tera
Masum dil ko Dard Diya
Jo na karna tha oo tune kiya
Khwaab mohabbat ke
Dhul mein milake Khak kaar Diya
Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya
Ashko se bhigo Diya hain
Ankhon ko zameen ko
Dhoke se thoda tune
Mere yakeen ko
Dhadkano ko jagah
dil mein Dard bhar gaya
Dil mein dard bhar gaya
Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya
Song: Mazak Kar Gaya
Director: Ritesh & Aniruddha
Singer: Aishwarya Pandit
Lyrics: Kumaar
Music: Vipin Patwa
Starring: Srijita Ghosh & Varun Kasturia