Aashir Wajahat – Just us Lyrics

[ VERSE 1 ]

Baatein teri wo baatein

Dil se jaayein na, jaayein na

Raatein tere bin raatein

Ab kyu gawayein na, gawayein na

[ PRE-CHORUS ]

Manu na tu jaanu na mein

Milke haare hai hum piya

[ CHORUS ]

Te phir marjaniyay

Dil janiyay

Aveiyn chadh ke na dil nu rula

Te phir marjaniyay

Dil janiyay

Aveiyn chadh ke na dil nu sata [X2]

[ VERSE 2 ]

Armaan hai dil mai kuch aise

Jo leke behta mai tabse

Mar mar ke bhi hai na marte sau sau baar

Kuch baatein reh gayi mann mai

Kya waade mere ye kam thay

Mai kabse behta abh

Hass ke kehdo na

Bolo na O mahi bolo na

Roko na yun khud ko Roko na

Toro na yun mujhko toro na

Marjaniye

[ PRE-CHORUS ]

Manu na tu jaanu na mein

Milke haare hai hum piya

[ CHORUS ]

Te phir marjaniyay

Sun janiyay

Aveiyn chadh ke na dil nu rula

Te phir marjaniyay

Sun janiyay

Aveiyn chadh ke na dil nu sata [X2]

Song: Just us
Artist: Aashir Wajahat
Album: JUST US (Single)
Lyricist: Aashir Wajahat, NAYEL, Ammar Haider
Produced by: Sulaman Naseer

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics