Aanandi Joshi, Abhay Jodhpurkar – Saare Jag Mein Lyrics

Naadaan Sa Dil Tha, Ye To Mera

Kar Baitha Yun Hi Kuch Galtiyaan

Naadaan Sa Dil Tha, Ye To Mera

Kar Baitha Yun Hi Kuch Galtiyaan

Jaan Jalaati Hai, Cheel Jaati Hai Teri Naaraazgi

Zindagi Mein Bhi, Har Khushi Mein Bhi Lagti Hai Ik Kami

Tere Dil Se Nikle, Tere Dil Se Nikle

Jaayein To Jaayein Kahaan

Saare Jag Mein Kaise Hum Fire Maare Maare

Laut Aane Do Humko Phir Se Dil Mein Tumhaare

Saare Jag Mein Kaise Hum Fire Maare Maare

Laut Aane Do Humko Phir Se Dil Mein Tumhaare

Naadaan Sa Dil Tha, Ye To Mera

Kar Baitha Yun Hi Kuch Galtiyaan

Kyun Hi Lad Baithe, Kya Hi Kar Baithe

Ab To Ye Sochein Hum

Tum Ja Rahe The, Jab Yun Hi Roothe

Tab Kyun Na Roke The Hum

Naiyaa Se Jo Paakhi Ude, Laute Wahin Fir Se

Tum Naiyaa Ho, Hum Paakhi Hain

Jaayein Kahaan Tumse

Saare Jag Mein Kaise Hum Fire Maare Maare

Laut Aane Do Humko Phir Se Dil Mein Tumhaare

Saare Jag Mein Kaise Hum Fire Maare Maare

Laut Aane Do Humko Phir Se Dil Mein Tumhaare

Naadaan Sa Dil Tha, Ye To Mera

Kar Baitha Yun Hi Kuch Galtiyaan

Saare Jag Mein Kaise Hum Fire Maare Maare

Laut Aane Do Humko Phir Se Dil Mein Tumhaare

Song: Saare Jag Mein
Album: Aap Jaisa Koi

Singers: Aanandi Joshi, Abhay Jodhpurkar

Lyricist: Raj Shekhar

Musician: Justin Prabhakaran

Cast: Fatima Sana Shaikh, R. Madhavan

Director: Vivek Soni

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics