251
Gun-Gun Karta Kyun Phirta Hai
Koyi Bhanwra Baagon Mein
Ho Gun-Gun Karta Kyun Phirta Hai
Koyi Bhanwra Baagon Mein
Kyun Hoti Hai Phool Mein Khushbu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Chandni Raatein Ho Toh Chakori
Paagal Si Kyun Hoti Hai
Chandni Raatein Ho Toh Chakori
Paagal Si Kyun Hoti Hai
Jungle Mein Koyal Ki Koo Koo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyaar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Song: Pyaar Mein
Singer: Stebin Ben
Lyrics: Javed Akhtar
Music: Bharat Goel
Starring: Stebin Ben, Malvika Raaj


