Aye Pyar Izhar Kiya
Phir Tune Dil Bhi Diya
Mujhe Haasil Bhi Kiya
Haa… Haa… Haa… Haa…
Dekho Ab Ye Hai Sama
Laga Tera Dil Ye Jaha
Tere Aashiq Hai Waha
Haa… Haa… Haa… Haa…
Mera Dil Tod Ke Na
Dil Dhukha Ke Jaa
Hame Agar Chhod Ke
Na Aashiqui Racha
Mere Aashiq Ne
Pyar Mai Haa Aashiq
Ne Kya Kya Kiya
Oh Zaalima Tumne Dhoka Diya
Pyar Mai Haa Aashiq
Ne Kya Kya Kiya
Oh Zaalima Tumne Dhoka Diya
Chup Chupake Dil Lagake
Kya Kya Kiya Oh Zaalima
Tumne Dhoka Diya
Dil Gawah Tere Ishq Ka
Tumne Suluk Kiya Tumko Pata
Bewajah Hame Bhi Bata
Kaisa Kusur Kiya Mili Ye Saja
Lagti Thi Hoor Bala
Aankhon Ki Bhool Bala
Dil Ka Jo Choor Bala
Waah Bhai Waah Bhai Waah
Ho Gayi Mashoor Yaha
Aashiqko Ki Noor Yaha
Sapne Sab Choor Yaha
Waah Bhai Waah Bhai Waah
Mera Dil Tod Ke Na
Dil Dhukha Ke Jaa
Hame Agar Chhod Ke
Na Aashiqui Racha
Mere Aashiq Ne
Pyar Mai Haa Aashiq
Ne Kya Kya Kiya
Oh Zaalima Tumne Dhoka Diya
Pyar Mai Haa Aashiq
Ne Kya Kya Kiya
Oh Zaalima Tumne Dhoka Diya
Chup Chupake Dil Lagake
Kya Kya Kiya Oh Zaalima
Tumne Dhoka Diya
Pyar Mai Haa Aashiq
Ne Kya Kya Kiya
Oh Zaalima Tumne Dhoka Diya
Chup Chupake Dil Lagake
Kya Kya Kiya Oh Zaalima
Tumne Dhoka Diya
Song: Dhokha
Artist: Nakash Aziz
Writer: Abhishek Talented
Starring: Terence Lewis, Preet Anand, Rony Singh
Music: Amol, Abhishek
Label: Rangrezaa Films
Released: 22 Jun 2023


