Sachin-Jigar,Parineeti Chopra – Maana Ke Hum Yaar Nahin Lyrics

Maana Ke Hum Yaar Nahin Song Lyrics in English:

Maana ke hum yaar nahin

Lo tay hai ke pyaar nahin

Maana ke hum yaar nahin

Lo tay hai ke pyaar nahin

Phir bhi nazrein na tum milana

Dil ka aitbaar nahi

Maana ke hum yaar nahin

Raaste mein jo milo toh

Haath milaane ruk jaana

Ho saath mein koi ho tumhare

Door se hi tum muskana

Lekin muskaan ho aisi

Ki jisme ikraar nahi

Lekin muskaan ho aisi

Ki jisme ikraar nahi

Nazron se na karna tum bayaan

Woh jisse inkaar nahi

Maana ke hum yaar nahi

Phool jo band hai panno mein

Tum usko dhool bana dena

Baat chhide jo meri kahin

Tum usko bhool bataa dena

Lekin wo bhool ho aisi

Jisse bezaar nahin

Lekin wo bhool ho aisi

Jis’se bezaar nahi

Tu jo soye toh meri tarah

Ik pal ko bhi karaar nahin

Maana ki hum yaar nahi

Maana Ke Hum Yaar Nahin Song Lyrics in Hindi:

माना के हम यार नहीं

लो तय है के प्यार नहीं

माना के हम यार नहीं

लो तय है के प्यार नहीं

फिर भी नज़रें ना तुम मिलाना

दिल का ऐतबार नहीं

माना के हम यार नहीं

रास्ते में जो मिलो तो

हाथ मिलाने रुक जाना

हो साथ में कोई हो तुम्हारे

दूर से ही तुम मुस्काना

लेकिन मुस्कान हो ऐसी

की जिसमे इकरार नहीं

लेकिन मुस्कान हो ऐसी

की जिसमे इकरार नहीं

नज़रों से ना करना तुम बयां

वो जिससे इनकार नहीं

माना के हम यार नहीं

फूल जो बंद है पन्नो में

तुम उसको धुल बना देना

बात छिड़े जो मेरी कहीं

तुम उसको भूल बता देना

लेकिन वो भूल हो ऐसी

जिससे बेज़ार नहीं

लेकिन वो भूल हो ऐसी

जिससे बेज़ार नहीं

तू जो सोये तो मेरी तरह

इक पल को भी करार नहीं

माना की हम यार नहीं

Song: Maana Ke Hum Yaar Nahin
Movie: Meri Pyaari Bindu
Director: Akshay Roy
Starring: Ayushmann Khurrana, Parineeti Chopra
Music: Sachin-Jigar
Singer: Parineeti Chopra
Lyricist: Kausar Munir
Music Label: Yash Raj Films Pvt. Ltd.

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics