Hum rahein na rahein
Hum rahein na rahein
Inqulabi sada aye hawa mein bahe
Hum rahein na rahein
Hum rahein na rahein
Iss batan ki kahani jamane kahe
Hum rahein na rahein
Ye jo aawaz hai
Gunj hai jang ki
Ek aawaz hai
Har makan se utha
Dekha jambaj hai
Hum rahein na rahein
Ye jo aawaz hai
Gunj hai jang ki
Ek aawaz hai
Jaan luta ke watan pe
Humein naaz hai
Hum rahein na rahein
Ye jo aawaz hai
Gunj hai jang ki
Ek aawaz hai
Hum rahein na rahein
Hum rahein na rahein
Inqulabi sada aye hawa mein bahe
Ho rag rag mein jaan ghul jayegi
Layegi sarfaroshi ki khumariyan
Katra katra khoaulayegi
Layegi raston pe fauz ka dariya
Ye parwanon ka dariya
Hoga rihayi ka jariya
Dheere dheere har ek dil mein
Gunja desh raag hai
Hum rahein na rahein
Ye jo aawaz hai
Gunj hai jang ki
Ek aawaz hai
Har makan se utha
Dekha jambaj hai
Hum rahein na rahein
Ye jo aawaz hai
Gunj hai jang ki
Ek aawaz hai
Jaan luta ke watan pe
Humein naaz hai
Hum rahein na rahein
Ye jo aawaz hai
Gunj hai jang ki
Ek aawaz hai
Hum rahein na rahein
Hum rahein na rahein
Iss batan ki kahani jamane kahe
Song: Hum Rahein Na Rahein
Album: The Revolutionaries
Singer: Akashdeep Sengupta
Music: Akashdeep Sengupta
Lyrics: Alok Ranjan Srivastava
Starring: Bhuvan Bam, Rohit Saraf, Pratibha Ranta, Gurfateh Pirzada & Jason Shah
Music Label: T-Series


