Home Hindi Vishal Dadlani – Kareeb Lyrics

Vishal Dadlani – Kareeb Lyrics

by admin

Dekha Tune Dekha Maine

Chori Chori Yun Toh Sau Dafa

Sau Dafa

Jeele Thoda Ho Na Jaye

Baaton Baaton Mein Hi Yun Subah

Haan Yun Subah

Sau Baaton Ki Baat Hai

Ek Main Hu Tera Toh Kya Sochna

Koyi Karke Bahana

Aa Jaana Mere Kareeb

Koyi Karke Bahana

Aa Jaana Mere Kareeb

Aaya Tu Jab Se Nazron Mein

Maine Phir Khwab Dekha Na

Hoga Kal Se Ye Khabron Mein

Teri Haan Ki Bachi Hai Deriyan

Tu Rahega Mere Zikron Mein

Ab Kabhi Koyi Hoga Na

Keh Na Paaun Chaahe Lafzon Mein

Phir Bhi Karta Rahunga Main Bayaan

Tu Chahiye Baaki Karli Hain

Maine Saari Taiyariyan

Koyi Karke Bahana

Aa Jaana Mere Kareeb

Koyi Karke Bahana

Aa Jaana Mere Kareeb

Aa Jaana Mere Kareeb

Aa Jaana Aa Jaana

Aa Jaana Mere Kareeb

Aa Jaana Mere Kareeb

Song: Kareeb
Singer: Vishal Dadlani

Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Goldie Sohel

Starring: Siddharth Nigam, Ashi Singh

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.